ज्योतिष,तंत्र,वास्तु,लुप्त व गुप्त विद्या एवं वस्तु शोध

Sunday, 28 October 2012

Vidhata Ne Jab, Dev, Danu Aur Manu Ko Shrishti Me Utpanna Kiya, Tab, Ye Dono Bade Bhaiyo Ke Vansaj Vidhata Dwara Muhaiya Karaye Gaye Suvidhaon Ki, Adhiktam Upbhog Ke Liye Aapas Me Hi Ulajha Gaye .. Bhu-Mandal Se Antriksha Tak Dev Vansajo Ne Adhikar Kar Liya Aur Danu Vansaj Pataal Chale Gaye; Lekin Manu Vansaj ?? .. Abhav Grasta Hokar Bhu-Mandal Se Lekar Antariksha Tak .. Us Samay Se Lekar Aaj Tak Tak-Taki Lagaye Hue .. DevTaon Ke Aage Hath Pasar Kar Khade The .. Aur Ab Tak Khade Hi Hai. Koi Sunvayi Hui ???


Posted by Mukund Nandan's Blog at 23:33 No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest

Saturday, 27 October 2012

Manviy Svabhav Raha Hai Ki, Apni Kamjori Ko Chhupane Ke Liye, Apni Galti Ya Kami Ko Dusre Ke Matthe Madh Dena .. Yah Bhagya Ka Dosh Hai .. Yah Bure Grah Ka Prabhav Se Aisa Ho Gaya .. Falane Ki Galti Ke Karan Aisa Ho Gaya .. Aadi-Aadi Bahane To, Kaamchor-Dehchor Log Hi Karte Hai .. Karm Me Matra Vishvas Ya Karmathta Par BakVad Karke Hi Kary Siddha Nahi Ho Jate Hai .. Iske Liye To Vastav Me Hi Udyog To Karne Honge. Yog-Tantra Ki Lambi-Chaudi Paribhasha Bolkar Aur Bina Aacharan Ke Koi Yogi Nahi Ban Jayega.


Posted by Mukund Nandan's Blog at 19:58 No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest

Friday, 26 October 2012

Sare Kuchh Isi Jagat Me Hai Aur Karmath Jan Use Prapt Kar Lete Hai. Karmathta To Har Kisi Me Hai, Ye Alag baat Hai Ki, Har Kisi Ko Karm-fal Nahi Mil Jata..Karma Akarath Bhi Jata Hai. Isme Uska Grah-Dosh Ka Haath Hota Hai. Ravan Ke Karma Fal Akarath Nahi Jata Tha Tha; Kyonki, Vah Ek Vidvan, Tantrik, JyotishVid Aadi Svayam Hi Tha. Use Bhagvan Shiv Jaise Gurudev Ka Sannidhya Prapt Tha. Vah Apne Tantra Aur Karma Bal Se Sare Grah Ko Baandh, Grah-Prabhav Se Pare, Vah Apna Vajud Svayam Kayam Kar Rakha Tha. ..


Posted by Mukund Nandan's Blog at 03:59 No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest

Saturday, 11 August 2012

RAVAN KI YAH KATHA KISI GRANTH ME SHAYAD HI HOGA .. LEKIN YAH KATHA JANSHRUTI KE RUP ME PRACHALIT HAI. KOI BHI BAT YADI PIDHI DAR PIDHI CHALTI CHALI AYE..TO ISKA MATLAB HAI KI, US BAT ME KUCHH NA KUCHH SACHCHAI JARUR HAI. RAVAN JIS PRAKAR KA, KAL KE PRABHAV KO SPASHT KIYA HAI .. KYA IS PRAKAR KI SUKSHAMTA KE SATH KARY KAR PANA VYAVHARIK RUP SE KAR PANA SAMBHAV HAI ? UTTAR HOGA, SHAYD NAHI, LEKIN KARMATH VYAKTI KE LIYE KUCHH BHI SAMBHAV HAI .. KAHA BHI GAYA HAI : SAKAL PADARATH EHI JAG MAHI ! KARMHIN..


Posted by Mukund Nandan's Blog at 00:44 1 comment:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest

Wednesday, 8 August 2012

..TO KABHI LADKI PAIDA HO RAHI THI .. MAI YAH DEKH KUCHH KSHAN KE LIYE, AAJ-KAL KE JYOTISHIYON KE TARAH ASMANJAS AUR ASHCHARY ME PAD-SA GAYA AUR YAH SOCHNE KE LIYE BADHY-SA HO GAYA KI, JYOTISH-VIDHA ME UPLABDH YAH GANIT BHI GALAT NIKLA .. LEKIN DUSRE HI MERI ANTARATMA CHAITANY AUR JAGRIT HO UTHI .. MERE SOCHNE-SAMAJHNE KI TARIKA ME BADLAV AYA .. MAI SPASHT-NIRNAY LE LIYA KI, JYOTISH ME UPLABDH ADHIKANSH GANIT ADHURI HAI .. INHE SHODH KE DWARA THIK KARNA HOGA .. MAINE IS PAR BHI SHODH KARNE KA NIRNAY LE LIYA


Posted by Mukund Nandan's Blog at 01:09 No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest

Monday, 6 August 2012

JIS PRAKAR RAVAN NE KSHANANSH KE ANTAR PAR SRIJAN ME HONE VALE ANTAR KO SPASHT KIYA THA .. ISI ASHAY SE MAINE JYOTISH ME SHODH KARY KIYE .. AMUK KUNDLI LADKE KI HAI YA LADKI KI .. ISKE LIYE EK GANIT MUJHE PRAPT HUA. MAINE IS GANIT KO AJMA KAR DEKHA TO, YAH KUCHH PAR SAHI TO KUCHH PAR GALAT PAYA. APNI JIGYASHA SHANT KARNE KE LIYE MAINE TIN DINO TAK ARRAH KE SARKARI HOSPITAL KE SAURI GRIH ME APNE SAMAY KO BITAYA. MAINE DEKHA KI, EK HI SAMAY ME, JABKI US KAL KHAND ME LAGNA STHIR THA, KABHI LADKA TO, KABHI ..


Posted by Mukund Nandan's Blog at 18:59 No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest

Friday, 13 July 2012

PATTA TAMBA, CHAUTHA LOHA .. KRAMSHAH SATVA PATTA ME KOI PARIVARTAN NA HUA. RAVAN IS KRITYA KO KARNE KE BAD, LAXMAN KO SAMJHAYA-"IN PATTO KO BINDHTE SAMAY BAHUT HI KAM SAMAY KA UPYOG HUA.. PRATYEK PATTA ALAG-ALAG KSHANANS ME BINDHA.. UN KSHANANS KE ANTAR SE IN PATTO ME HONE VALE PARIVARTAN BHI, ALAG-ALAG HUA.. PAHLE KSHAN ME PATTA SONE TAHTA DUSRE KSHAN ME CHANDI .. IS TARAH DEKHA JA SAKTA HAI KI, MATRA KSHAN BHAR KE ANTAR SE IS SHRISHTI ME HONE VALE PARIVARTAN BHI, ALAG-ALAG HOTE HAI. SAMAY MAHAN HAI."


Posted by Mukund Nandan's Blog at 22:44 No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest
Newer Posts Older Posts Home
Subscribe to: Posts (Atom)

Followers

Blog Archive

  • ▼  2025 (2)
    • ▼  October (2)
      • उपनिषद नाम संग्रह
      • Jyotish Salah Samadhan
  • ►  2020 (2)
    • ►  May (1)
    • ►  February (1)
  • ►  2019 (4)
    • ►  September (2)
    • ►  August (1)
    • ►  April (1)
  • ►  2018 (13)
    • ►  November (2)
    • ►  July (1)
    • ►  February (1)
    • ►  January (9)
  • ►  2017 (34)
    • ►  December (17)
    • ►  November (2)
    • ►  October (2)
    • ►  September (2)
    • ►  August (10)
    • ►  May (1)
  • ►  2016 (2)
    • ►  April (1)
    • ►  January (1)
  • ►  2015 (6)
    • ►  August (2)
    • ►  June (1)
    • ►  February (1)
    • ►  January (2)
  • ►  2014 (10)
    • ►  December (1)
    • ►  October (3)
    • ►  July (1)
    • ►  May (1)
    • ►  April (3)
    • ►  March (1)
  • ►  2013 (4)
    • ►  April (1)
    • ►  February (2)
    • ►  January (1)
  • ►  2012 (30)
    • ►  October (3)
    • ►  August (3)
    • ►  July (2)
    • ►  June (2)
    • ►  May (2)
    • ►  April (3)
    • ►  March (4)
    • ►  February (5)
    • ►  January (6)

Saying Your

My photo
Mukund Nandan's Blog
Hello World, I 'm Mukund Nandan From India. I 'm Searching And Exploring Hidden Objects .. Basicaly Hindu Astrology, Systems(Tantra) And Architecture And Sharing My Expiriences Socialy. I'm Friend of All .. World wide. No Genaration Gape !! Hello World !! Shake Hand .. Hari Om !! Get Solution For Your Personal And Familiar Life Problems Through Astro-Tanta-Vastu By Your Mukund Nandan. Add. - Ujwal Bhavishya Darshan Jyotish-Tantra-Vastu Shodh Sansthan Khetari Nehru Nagar Arrah-802301 Bhojpur, Bihar. Contact/whatsApp : 09334534189
View my complete profile
mukundnandan. Simple theme. Powered by Blogger.